दम्भ हर बार टूटा
*******
रिश्ते बँध नहीं सकते, जैसे वक़्त नहीं बँधता
पर रिश्ते रुक सकते हैं, वक़्त नहीं रुकता
फिर भी कुछ तो है समानता
न दिखें पर दोनों साथ हैं चलते
*******
रिश्ते बँध नहीं सकते, जैसे वक़्त नहीं बँधता
पर रिश्ते रुक सकते हैं, वक़्त नहीं रुकता
फिर भी कुछ तो है समानता
न दिखें पर दोनों साथ हैं चलते
नहीं मालूम दूरी बढ़ी, या फ़ासला न मिटा
पर कुछ तो है, साथ होने का दम्भ हर बार टूटा।
- जेन्नी शबनम (8. 9. 2010)
____________________
dambh har baar toota
*******
rishte bandh nahin sakte, jaise waqt nahin bandhta
par rishte ruk sakte hain, waqt nahin rukta
fir bhi kuchh to hai samaanta
na dikhen par donon saath hain chalte
nahin maloom doori badhi, yaa faasla na mita
par kuchh to hai, saath hone ka dambh har baar toota.
- Jenny Shabnam (8. 9. 2010)
________________________