वदीयत दर्द का
*******
रूह लिपटी रही जिस्म से ऐसे
दो अजनबी मिल रहे हों जैसे,
पता पूछा मेरे ज़ीस्त से उसने
और जुदा हो गया सजदा करके।
*******
रूह लिपटी रही जिस्म से ऐसे
दो अजनबी मिल रहे हों जैसे,
पता पूछा मेरे ज़ीस्त से उसने
और जुदा हो गया सजदा करके।
वदीयत दर्द का उसने जो दिया
ज़ालिम रात रोज़ तड़पाती है,
सोचा था कि ख़त लिखूँ उसको
उफ़! पता भी तो न दिया उसने।
नादाँ दिल जुर्मे-वफ़ा का अंजाम देख
लरजते लम्स के कुछ लम्हे साथ मेरे,
सूफ़ियाना और फ़लसफ़ाना लफ़्ज़
काफ़ी नहीं कि ज़ेहन भूल जाए उसे।
_____________________
वदीयत - सौंपी हुई विरासत
लरजना - कांपना
लरजना - कांपना
____________________
- जेन्नी शबनम (22. 11. 2009)
_________________________________
vadeeyat dard ka
*******
rooh lipti rahi jism se aise
do ajnabi mil rahe hon jaise,
pata puchha mere zeest se usney
aur judaa ho gaya sajda karke.
vadeeyat dard ka usne jo diya
zaalim raat roz tadpaati hai,
socha tha ki khat likhoon usko
uf... pata bhi to na diya usney.
naadaan dil jurme-wafaa ka anjaam dekh
larajte lams ke kuchh lamhe saath mere,
soofiyaana aur phalsaphaana lafz
kaafi nahin ki zehan bhool jaye usey.
______________________________
vadeeyat - sanupi hui viraasat
larajna - kaanpnaa
- जेन्नी शबनम (22. 11. 2009)
_________________________________
vadeeyat dard ka
*******
rooh lipti rahi jism se aise
do ajnabi mil rahe hon jaise,
pata puchha mere zeest se usney
aur judaa ho gaya sajda karke.
vadeeyat dard ka usne jo diya
zaalim raat roz tadpaati hai,
socha tha ki khat likhoon usko
uf... pata bhi to na diya usney.
naadaan dil jurme-wafaa ka anjaam dekh
larajte lams ke kuchh lamhe saath mere,
soofiyaana aur phalsaphaana lafz
kaafi nahin ki zehan bhool jaye usey.
______________________________
vadeeyat - sanupi hui viraasat
larajna - kaanpnaa
___________________________
- jenny shabnam (22. 11. 2009)
_________________________________________
- jenny shabnam (22. 11. 2009)
_________________________________________