सोमवार, 12 अप्रैल 2010

134. बेअसर (क्षणिका) / beasar (kshanika)

बेअसर 

*******

न पथराया मन, न बेजान हुआ तन
न हो सकी अब तक मैं बेअसर 
होता है मुझमें अब भी असर
मेरे जीवित होने का प्रमाण है
गोया जीवन जीने की शर्त मेरी
ये रंग-बिरंगी कई गोलियाँ
तीखी-चुभती अनेक सूईयाँ
मीठी-कड़वी सबकी बोलियाँ

- जेन्नी शबनम (11. 4. 2010)
________________________


beasar 

*******

na pathraaya mann, na bejaan hua tann
na ho saki ab tak main beasar 
hota hai mujhmein ab bhi asar
mere jivit hone ka pramaan hai
goya jiwan jine kee shart meri
ye rang-birangi kaii goliyan
teekhi-chubhti anek sooiyan
meethi-kadwi sabki boliyan.

- Jenny Shabnam (11. 4. 2010)
______________________________

4 टिप्‍पणियां:

रश्मि प्रभा... ने कहा…

jiski nazm bolti hai, wah beasar ho bhi nahin sakta

मुकेश कुमार सिन्हा ने कहा…

mann na to beasar ho sakta hai, aur na hi pathra sakta hai.......bas ye to apne ko aisa dikhata hai.......:))
bahut khub!!

डॉ. जेन्नी शबनम ने कहा…

रश्मि प्रभा... ने कहा…
jiski nazm bolti hai, wah beasar ho bhi nahin sakta
______________________

rashmi ji,
bahut shukriya aapne mera maan badhaya. rachna ki sarahna keliye bahut aabhar.

डॉ. जेन्नी शबनम ने कहा…

Mukesh Kumar Sinha ने कहा…
mann na to beasar ho sakta hai, aur na hi pathra sakta hai.......bas ye to apne ko aisa dikhata hai.......:))
bahut khub!!
________________________

mukesh ji,
kabhi kabhi jiwit hote hue bhi aisa ho jata hai.
meri rachna aapko pasand aai, bahut shukriya.