शनिवार, 22 मई 2010

144. रूख़सत पे कैसा ग़म (तुकांत) / rukhsat pe kaisa gham (tukaant)

रूख़सत पे कैसा ग़म

*******

रूख़सत पे कैसा ग़म
नहीं अपना, वैसा ग़म 

यक़ीन की बस्ती लूटी
बदक़िस्मती, जैसा ग़म 

फ़िक्र नहीं पर नाता है
अजब है, ये पैसा ग़म 

मुकम्मल नहीं ये जीवन
चाहो नहीं, तैसा ग़म

दिल टूटा बिखरी 'शब'
न हो कभी, ऐसा ग़म 

- जेन्नी शबनम (17. 5. 2010)
_______________________

rukhsat pe kaisa gam

*******

rukhsat pe kaisa gam
nahin apna, waisa gam.

yaqeen ki basti luti
badqismati, jaisa gam.

fikrr nahin par naata hai
ajab hai, ye paisa gam.

mukammal nahin ye jiwan
chaaho nahin, taisa gam.

dil tuta bikhri 'shab'
na ho kabhi, aisa gam.

- Jenny Shabnam (17. 5. 2010)
________________________


5 टिप्‍पणियां:

मुकेश कुमार सिन्हा ने कहा…

jindagi ko agar sach kaho to Jenny jee! gam ka dusra naam hai aur jindagi aur gam ek dusre ke liye pryayvachi hai..........hai na!!

agar ham apne khushi ko sahejne ki koshish na kare to jindagi gam-geen ho jaye........!!

badi pyari baaten kahi hain, waise aapne!!

रश्मि प्रभा... ने कहा…

ab ye kya apnapani
jab jaa rahi barat hai...
bahut hi gahre bhaw

RAJNISH PARIHAR ने कहा…

achhi rachna...achhe bhaav!!

RAJNISH PARIHAR ने कहा…

achhi rachna...achhe bhaav!!

संजय भास्‍कर ने कहा…

हमेशा की तरह उम्दा रचना..बधाई.